10:22 AM

Kyun Kar Mumkin Hogaya?

Lafz-e-Bismil bhi parha Mainay! Phr bhi munkar hogaya?
Ya Elaahi Aisa kiun Kar Mumkin Hogaya?

Javab kuch youn aaya Elahi se.

Zameen pe utaara tujhey banna kar Kainaat ka Badshah Ae Aadam,
Par aakhir tu bhi tou Nafs ka Ghulaam Nikla.

-Sr

0 comments: