7:46 PM

Wajud*

Dayar-e-Ishq mujh na samajh ki samjh na asaka.
Kab? Kya? Aur kiun say agay mein na jasaka!

Ishq k madaar me gardish tu mene bhi ki parwanay ki tarah.
Afsoos apnay yaar ka pyaar na paasaka!

~Iztraab mana bhi kya tujhay baray bewafa hai raste Muhabbat k.
Zindage dhalty gae, par teri samajh na aasaka.

Salman Rajan

0 comments: