11:31 AM

Sarhad Paar. . .

Sarhad Paar,
Durr us dais mein,
Rehta hai mera yar,
Iss sarhad paar,
Rehta hai mujhey us ki aamad ka intizar,
...Beit gaen kae saadyaan, kae mahinay hazaar,
Bus abb ata hi hoga mera yar,
Pochunga us se kiun kardi dair,
Yaqeen hain wo bolega,
"Huey dair youn, kar raha tha teray lye banao singhaar."

-Sr 

0 comments: