2:05 AM

Sochta hai Pakistan!

Har su daikhta hun mein MAUT k angaray,
Har jism hai jalta hua, martay hain roz piyaray,
Kab tak chalay ga unka yeh samaan e sarfaroshi?
Kabtak jalega tanha yeh lakht e jigar mera?

-Sr 

0 comments: