8:37 AM

Amar Hoja.

Marna hai Zaroori!
Phr kiun hai itni Mout se doori?
Roota hua aya tha; Rulaatay huay jaounga;
Mein Nishaan-e-Haidar apnay seenay pe sajja k Jaunga.

-Sr

Salute to the Defenders of the borders and the martyrs of Mehran.

8:34 AM

Yium-e-Takbeer

Rasoom-e-Sakhwat se khub waqif hai paros mera,
Gar othien mailiy nigaahien, dushman ki mujh pe ~Iztraab!
Bar-e-Sagheer me gounjay ge TAKBEER ki awaaz.
-Sr

8:43 AM

Reflection.

“Given nobody dies hungry, every day is an Eid Day.”
-Sr

8:41 AM

Haqeeqat ki Haqeeqat ko Pehchaan.

Mijaaz ki haqeeqat toh jan sakta hai kabhi tu!
Par jo tu na janay haqeeqat ki haqeeqat toh kya hai haasil ~Iztraab?
-Sr

8:40 AM

Piyaar.

Meri Raah Guzar mein woh raasta bhi aata tha kabhi kabhar,
Kabhi socha na tha, us raastay se hojayega mujhay bhi Piyaar.
-Sr

8:39 AM

Taqdeer Badal.

Mere mulq k haalat kis tarah badloun Iztraab~?
Yahan khud log hy nahi chahtay apni halat badalna.
-Sr

8:38 AM

Hadith-e-Qudsi

Oh Son of Adam! One is your desire the other one is what I desire. Things are subservient to what I desire. Yes, if you let go of your desires and seek refuge in my desires. You’d be given what you desire but if you rebel against my desires, you’d waste your energies in vain. Upheld would be my desire.
Hadith-e-Qudsi
Translation: Salman Rajan